Showing posts with label Romantic-Shayari. Show all posts
Showing posts with label Romantic-Shayari. Show all posts

Saturday, 10 September 2016

Romantic Shayari SMS, Quotes, Wallpapers & Pics

,
Aap Khud Nahi Janti Aap Kitni Pyari Ho,
Jaan Ho Humari Par Jaan Se Pyari Ho,
Duriyo Ke Hone Se Koi Fark Nahi Parta,
Aap Kal Bhi Humari Thi Or Aaj Bhi Humari Ho









Parwa Kar Uski Jo Teri Parwa Kare,
Zindagi Me Jo Kabi Na Tanha Kare,
Jaan Ban Ke Utar Ja Uski Ruh Me,
Jo Jaan Se Bhi Jyada Tujhse Wafa Kare.




Pyar Wo Ehsaas Hai Jo Mitta Nahi,
Pyar Wo Parwat Hai Jo Jhukta Nahi,
Pyar Ki Kimat Kya Hai Humse Puchho,
Pyar Wo Anmol Hira Hai Jo Bikta Nahi..!








Pyar Koi Barish Ka Naam Nahi Jo Barse Aur Tham Jaye,
Pyar Suraj Bhi Nahi Jo Chamke Aur Doob Ban Jaye,
Pyar To Naam Hai Saans Ka Jo Chale To Zindagi
Aur Ruke To Maut Ban Jaaye..!!

Thursday, 20 August 2015

Love Shayari

,
Sun Lo Jo Agar To Ek Baat Kahoon,
Tere Dil Ko Mai Apni Kainaat Kahoon,
Basa Kar Tujhe Apni Jism-O-Jaan Me,
Mohabbat Ko Mai Apni Hayaat Kahoon









Aaj Mera Har Ek Pal Khoobsurat Hai,
Dil Me Sirf Teri Hi Surat Hai,
Kuch Bhi Kahe Ye Duniya Gum Nahi,
Duniya Se Jyada Hame Teri Jarurat Hai





Har Lamha Aapke Hotho Pe Muskan Rahe,
Khuda Kare Har Gam Se Aap Anjan Rahe,
Mehak Uthe Jis Se Zundagi Aapki,
Hamesha Aapke Paas Wo Ensan Rahe




Nazro Se Jab Nazar Ka Taqrar Hota Hai,
Her Mod Pe Kisi Ka Intezaar Hota Hai,
Dil Rota Hai Zakham Haste Hai,
Shayad Isi Ka Naam Pyar Hota Hai!


Mei Ye Nahi Kehta Ki Koi
Tumhare Liye Dua Na Mange.
Mei Bas Itna Chahta Hu Ki
Koi Dua Mai Tumhe Na Mange.

Monday, 10 August 2015

Love And Romantic Shayari

,
Ai  Zindgi yun  mujhse daga na kar,
Mai usse dur rahu ye duaa na kar,
Koi  dekhta hai use to hoti hai jalan,
Ai hawa tub hi use chhuaa na kar,






Zindgi me aakar dhoka mat dena,
Kabhi aansuo ka tohfa mat dena,
Dil se yaad kar ke roye kabhi,
Aisa koi mauka mat dena,







Khuda Ne Bhi Jason manaya hoga,
Jis din Aapko fursat me banaya hoga,
Uski bhi aankh se nikle honge aansu,
Jis din aapko bhej kar khud ko akela paya hoga,




Tuje Palko Par Bithane Ko Jee Karta Hai,
Teri Baaho Se Lipat Jane Ko Jee Karta H,
Khoobsurti Ki Murat Hain Tu,
Tuje Apni Zindagi Banane Ko Jee Karta Hai


Aapki Aankhen Uchi Hui To Dua Ban Gai
Neechi Hui To Haya Ban Gai
Jo Jhuk Kar Uthi To Khata Ban Gai
Aur Uth Kar Jhuki To Ada Ban Gai…





Teri Chahat Ab Meri Aankhon Me Hai
Teri Khushbu Meri Sanson Me Hai
Mere Dil Ko Jo Ghayal Kar Jaye
Aisi Ada Sirf Teri Baaton Me Hi Hai
,.



Dil Me Ho Aap Toh Koi Aur Khaas Kaise Hoga,
Yaado Mei Aapke Siva Koi Paas Kaise Hoga,
Hichkiya Kahti Hain Aap Yaad Karte Ho,
Par Bologe Nai To Hume Ehsaas Kaise Hoga..





Yeh Bhi Ek Dua Hai Khuda Se,
Kisi Ka Dil Na Dukhe Hamari Wajah Se,
Aye Khuda Kar De Kuchh Aisi Inaayat Hum Pe,
Ki Khushiyaan Hi Milein Sabko Hamaari Wajah Se

Jeene ki  jisne Nayi Ada Di Hai
KHUSH Rahne Ki Usne DUVA di Hai,
ae KHUDA Use sare jahan ki KHUSHI dena,
Jisne Apne "DIL" me muje jagah di hai..
Koi Kehta Hai Pyaar Nasha Ban Jata Hai .
Koi Kehta Hai Pyaar Saza Ban Jata Hai .
Par Pyaar Karo Agar Sachche Dil Se .
To Wo Pyaar Hi Jine Ki Waja Ban Jata Hai.


Wo dard hi kya jo aankhon se beh jaye,
Wo khushi hi kya jo hothon pe reh jaye,
Kabhi to samjho khamoshi hamari,
Wo baat hi kya jo assani se alfaaz ban jaye

Khamosh Mohabbat Ki Ehsaas Ho Tum,
Meri Khwahis, Meri Jajbat Ho Tum,
Aksar Yeh Khayal Ata Hai Dil Me,
Meri Pehli Khoj Aur Akhri Talash Ho Tum…


Sunday, 17 May 2015

Love Romantic Shayari

,
Sirf Isharoon Mein Hoti Mohabbat Agar,
In Alfazoon Ko Khoobsurati Kaun Deta?
Bas Pathar Bann Ke Reh Jaata “Taj Mahal”,
Agar Ishq Isse Apni Pehchan Na Deta…








Jee Chahta Hai Tum Se Pyari Si Baat Ho,
Haseen Chand Tare Ho, Lambi Si Raat Ho,
Fir Raat Bhar Yahi Guftagu Rakhe Hum Dono Me,
Tum Meri Zindagi Ho, Tum Meri Kayinat Ho





Dil Ki Hasrat Zuban Pe Aane Lagi
Tune Dekha Aur Zindagi Muskurane Lagi
Ye Ishq ki Inteha Thi Ya Deewangi Meri
Har Soorat Me Soorat Teri Nazar Aane Lagi





Kya Mangu Khuda Se Aap ko Pane Ke Baad
Kiska Karu Intezar Zindagi Me Apke Aane Ke Bad
Kyu Pyaar Pe Jaan Lutate Hai Log,

Aaj Malum Huaa Hai Aap Ko Pane Ke Baad






Tere Pyar Me Do Pal Ki Zindgi Bahut Hai,
Ek Pal Ki Hansi Aur Ek Pal Ki Kushi Bahut Hai,
Ye Dunia Mujhe Jane Ya Na Jane,

Teri Ankhe Muje Pehchane Yahi Bahut Hai.




Tujhe Dil Se Juda Kabhi Hone Nahi Denge,
Tujhe Nind Bhi Aaye To Sone Nahi Denge,
Tera Pyar Hume Itna Pyara Hai Ke
Hum Mar Bhi Gaye To Tujhe Rone Nahi Denge








Ishq Aisa Karo Ki Dhadkan Me Bas Jaaye,
Saans Bhi Lo To Khushbu Usi Ki Aaye,
Pyaar Ka Nasha Aankhon Pe Chaa Jaaye,
Baat Kuch Bhi Na Ho Par Naam Usi Ka Aaye








Sunday, 19 April 2015

Romantic Shayari

,
Apke Aane Se Zindagi Kitni Khubsurat Hai,
Dil Me Basi Hai Jo  Aapki Hi Surat Hai,
Dur Jaana Nahi Humse Khabhi Bhulkar Bhi,
Hame Har Kadam Par Aapki Zarurat Hai.









Khoobsurat Sa Ek Pal Kissa Banjata Hai
Jane Kab Kaun Zindagi Ka Hissa Banjata Hai
Kuchh Log Zindagi Me Milte Hai Aise
Jinse Kabhi Na Tutnewala Rishta Banjata Hai





Aapki Ada Se Hum Madhosh Ho Gaye,
Aap Ne Palat Kar Dekha To Hum Behosh Ho Gaye,
Yehi Ek Baat Kehni Thi Aapse,
Na Jaane Kyun Aapko Dekhthe Hi Hum Khamosh Ho Gaye.



Yuhi Aankhon Se Aansu Bahte Nahi
Kisi Aur Ko Hum Apna Kahte Nahi
Ek Tum Hi Ho Jo Ruk Se gaye Ho Zindagi Me
Varna Rukne Ke Liye Hum Kisi Ko Kahte Nahi





Hume Aapki Jaan Nahi Sirf Saath Chahiye,
Sacche Ishq Ka sirf Ek Ehsaas Chahiye,
Jaan To Ek Pal Me Di Ja Sakti Hai,

Par Hume apki Mohabbat Aakhri Sans Tak Chahiye…







Pyar Karo To Hamesha Muskura Ke
Kisi Ko Dhokha Na Do Apna Bana Ke
Kar Lo Yaad Jab Tak Hum Zinda Hai
Phir na Kehna Ke Chale Gaye,
Dil Me Yaade Basa Ke.!







Teri Mohabbat Se Mujhe Inkar Nahi
Kaun Kehta Hai Jaan Mujhe Tujhse Pyar Nahi
Tujhse Vaada Hai Sath Nibha Ne Ka

Par Mujhe Apni Saanson Pe Aitebar Nahi.!






Kalam Thi Hath Ma Likhna Sikhaya Aapne,
Takat Thi Hath Ma Hosla Dilaya Aapne,
Manzil Thi Samne Rasta Dikhaya Aapne,

Hum To Sirf Dost The, Aashiq Banaya Aapne.





Akela Sa Mehsoos Karo Jab Tanhaai Me,
Yaad Meri Aaye Jab Judaai me,
Mehsoos Karna Tumhare Hi Paas Hoon mai,
Jab Chaaho Mujhe Dekh Lena Apni Parchai Me









Pyar Iqraar Hai, Taqraar Nahi..
Pyar Haqeekat Hai, Khyaal Nahi…
Har Koi Pyar Ko Samajh Nahi Sakta..
Kyonki Pyar Ehsaas Hai, Andaaz Nahi…


Sunday, 12 April 2015

Love Image With Shayari

,
kisi Na Kisi Pe Kisi Ko Aetbaar Ho Jata Hai,
Ajnabi Koi Shaks Yaar Ho Jata Hai,
Khubiyon Se Nahi Hoti Mohabbat sadaa,
Khamiyon Se Bhi Aksar Pyar Ho Jata Hai

Khafa Bhi Karte Hai Wafa Bhi Karte Hai
Apne Pyar Ko Wo Aankho Se Bayaa Bhi Karte Hai
Na Jana Kaisi Narazgi Hai Unki Humse,
Hume Khona Bhi Chahte Hai 
Or Paane Ki Duaa Bhi Karte Hai

Ye Wada Hai Humara Na Chhodege
Kabhi  Sath Tumara
Jo Gaye Tum Hume Bhul Kar
 Aayege Pakar Kar Hath Tumara

Kuch Sochu To Tera Khyaal Aa Jata Hai,
Kuch Bolu To Tera Naam Aa Jata Hai,
Kab Talak Byaa Karu Dil Ki Baat,
Har Sans Me Tera Ahsash Aa Jata Hai..


Ruthi Jo Zindagi To Mana Lenge Hum,
Mile Jo Gam Vo Seh Lenge Hum
Bus Aap Rehna Hamesha Sath Humare To,
Nikalte Huye AansuMe Bhi Muskura Lenge Hum

Gam Ko Bechkar Khushi Kharid Lenge,
Khwab Bechkar Zindagi Kharid Lenge
Imtihan To Dekhegi Duniya
Khud Ko Bechkar Aapki Har Khusi Kharid Lenge..


Mohabbat Nahi Hoti Bhul Jaane Liye,
Mohabbat Nahi Bani Dur Jaane Ke Liye
Mohabbat Paake Khush Rahoge Inta Ki,
Fursat Nahi Milegi Aanshu Bahane Ke Liye.

Mai Aapke Pyar Me Kuch Aisa Kar Jauga,
Ban Kar Khusbu Hawaa Me Bikhar Jauga
Bhulna Chaho To Sasho Ko Rok Lena
Sansh Loge To Mai Dil Me Utar Jauga!

Intezaar Karna Sikha Izhaar Karna Sikha,
Tumse Milne Se Pahle Mai Kuch Na Thi
Tumse Milne Baad Zindagi Ko Pyar Karna Sikha



Aasman Se Ucha Koi Nahi
Sagar Se Gahra Koi Nahi
Yu To Mujhko Sabhi Pyar Karte Hai
Par Aap Se Pyara Koi Nahi!

Badalna Aata Nahi Humko Mausmo Ki Tarah,
Har Ek Rut Me Tera Intezar Karte Hai
Na Tum Samet Sakoge Jise Qyamat Tak
Kasam Tumari Tumhe Itna Pyar Karte Hai!


Wo Palke Jhukana Wo Tera Sarmana
Koi Tujhse Seekhe Dil Ko Churana
Wo Lato Ko Apni Ungli Se Ghumana
Koi Tujhse Seekhe Deewana Banana

Ab Se Iss Dil Pe Tumara Naam Aaya Hai,
Ek Surur Sa Har Wakt Hum Pe Chhaya Hai
Na Jaane Ye Pyar Ka Nasha Hai
Ya Tumhare Didar Ka Nasha Hai
Har Jagha Hume Aapka Hi Chehra Nazar Aaya Hai!



Bina dard Ke Aansu Bahaye Nahi jata,
bina Pyar Ke Riste Nibhaye Nahi Jate
Ai Dost Ek Baat Yaad Rakhna
Bina Dil Diye, Dil Paye Nahi Jate

 

Dard Bewafa Shayari Copyright © 2011 | Blog design by Dard Bewafa Shayari | Powered by Dard Bewafa Shayari