Thursday, 30 June 2016

Aansoo Shayari Collection, Sms, Quotes, Wallapapers, & Pics

,
Hum Mar Jayenge Ek Din Dekh Lena,
Ro Doge Bahut Tum Us Din Dekh Lena,
Duniya Me Hai To Parwah Nahi Humari,
Chod Jayenge Tumhe Ek Din Dekh Lena,





Dil Ka Dard Dil Me Dabaye Rakha,
Koi Na Mila Aisa Jis Pe Duniya Luta Dete,
Sab Ne Diya Dhoka Kis Kis Ko Bhula Dete,
Bayan Kia Hota To Mehfil Ko Rula Dete.





Aasuon Ke Chalne Ki Ahaat Nehi Hoti
Dil Ke Tutne Ki Aawaz Nahi Hoti
Agar Hota Khuda Ko Har Dard Ka Ehsas
To Use Dard Dene Ki Aadat Nahi Hoti.






Dil Me Har Raaz Daba Ke Rakhte Hai
Honto Pe Muskan Saja Ke Rakhte Hai.
Ye Duniya Sirf Khushi Me Sath Date Hai.
Iss Liye Hum Apne Aansu Chhupa Ke Rakhte Hai

Wednesday, 29 June 2016

Jacqueline Fernandez Replacing Katrina Kaif Salman Khan

,
कुछ ही दिनों पहले खबरों में आया था कि सलमान खान एक फिल्म प्रोड्यूस करने जा रहे हैं, जिसमें कैटरीना कैफ मेनलीड होंगी। फिल्म को करण जौहर को-प्रोड्यूस करेंगे, जबकि निर्देशन का जिम्मा संभालेंगे तरूण मनसुखानी।

बहरहाल, ताजा खबरों की मानें तो फिल्म में कैटरीना कैफ को रिप्लेस किया जा रहा है। जी हां, और कैटरीना को किसी और ने नहीं बल्कि सलमान की को-स्टार रह चुकीं जैकलीन फर्नांडीस करने वाली हैं।

एक जाने माने निर्माता ने बॉलीवुडलाइफ को कहा कि, दोनों ही एक्ट्रेस बहुत मेहनती और प्रोफेशनल हैं। दोनों अपने काम को गंभीरता से लेती हैं और दोनों ही पर्सनालिटी भी काफी एक जैसी है। लिहाजा, जो रोल कैटरीना को मिलने चाहिए थे.. वो जैकलीन को मिलने लगे हैं।

बता दें, यह पहली बार नहीं है जब जैकलीन कैट को रिप्लेस करेंगी। इससे पहले भी साजिद नाडियावाला ने फिल्म 'किक' को लेकर कैटरीना कैफ को अप्रोच किया था.. लेकिन फिल्म में लॉक हो गईं जैकलीन।


खैर, सलमान- कैट फैंस को ज्यादा निराश होने की जरूरत नहीं है। क्योंकि सूत्रों के अनुसार, साजिद नाडियावाला क्षणम रीमेक में सलमान खान और कैटरीना की जोड़ी बनाना चाहते हैं। जल्द ही इस फिल्म की आधिकारिक घोषणा कर दी जाएगी।

5 मिनट के ठुमकों के लिए 4 करोड़...ये होता है STARDOM!

,
स्टारडम किसे कहा जाता है ये तो आप सेलिब्रिटी से पूछिए। हाल ही में आईफा अवार्ड खत्म हुए हैं लेकिन यहां सितारों के ठुमकों की कीमत जानकर आपके होश ही उड़ जाएंगे। ये तो हम आपको बता ही चुके हैं कि आईफा अवार्ड में दीपिका पादुकोण ने प्रियंका के साथ स्टेज पर परफॉर्म करने से मना कर दिया। लेकिन दरअसल, असल वजह थी दोनों की फीस का अंतर।  प्रियंका चोपड़ा को आईफा के 5 मिनट के परफॉर्मेंस के लिए 2 करोड़ रूपये दिए गए जबकि दीपिका पादुकोण को 1 करोड़ 85 लाख। बस इसीलिए दीपिका पादुकोण ने प्रियंका के साथ परफॉर्म करने से मना कर दिया जिस पर प्रियंका का रिएक्शन शानदार था।

अब ये तो सभी को पता है कि प्रियंका चोपड़ा हॉलीवुड की दुनिया में अपना नाम कमा चुकी हैं। लेकिन इसके लिए उन्होंने डील कितने में साइन की है ये सुनकर ज़रा चौंकिएगा मत। क्योंकि ये प्रियंका चोपड़ा की कीमत है। हॉलिवुडिया कीमत! पीसी पहली भारतीय अभिनेत्री हैं जिनके साथ अमेरिकी टीवी नेटवर्क एबीसी ने अनुबंध किया है। इस कॉनट्रैक्ट की कीमत है 25 करोड़ रूपये।

Tuesday, 28 June 2016

Latest Bewafa Shayari SMS in Hindi

,
Dil Ke Kareeb Aake Jab Wo Door Ho Gaye
Sari Haseen Khawab Meri Choor Ho Gaye
Humne Wafa Nibhayi To Badnamiyan Mili
Jo Log Bewafa The Wo Mashhur Ho Gaye










Meri Chahat Me Kami Kuch Na Thi,
Jaane Kyu Wo Begane Se Ho Gaye,
Wo Samjate Hai Khush Hoon Mai,
Lekin Mujhe Hanse To Kayi Jamane Ho Gaye.









Kayi Baar Diye Tune Dhokhe ;
Wade Tere Sachhe Nahi Lagte;
Tujhko Bewafa Bhi To Keh Nahi Sakta;
Par Tere Karname Kuch Achhe Nahi Lagte.






Dil Ke Taaro Ko Mere Chir Gaya Koi
Mere Jazbaaton Se Bhi Khel Gaya Koi
Hum Kho Gaye Hai Raha Dikha De Koi
Aaj Hum Akelen Hai Unko Bta De Koi

Monday, 27 June 2016

Sad Love Story In Hindi For Couples

,
Kabhi Kabhi Apni Ankho Pe Yakeen Nahi Aata Hai.
Kaise Koi Jaan Se Pyara Khud Hi Dil Tod Jata Hai.
Aisi Hi Kahani Mai Aap Sabko Sunati Hu.
Kaise Bikhra Kisi Ka Wajood Ye Aapko Bati Hu.
Ek Ladki Jisne Apna Sab Kuchh Bhoola Diya Apni Mohabbat Ke Liye,

Uski Mohabbat Use Chhod Gaya Kisi Dusre Ke Liye.
Ladki Ladka Ke Sath Khub Ghumti Thi.
Uski Ek Khwahish Ke Liye Apni Jaan Tak Lutati Thi.
Kisi Kaam Me Ladki Ka Man Nahi Lagta Tha.
Ladke Bhi Uske Pyar Ka Khoob Fayda Uthata Tha..

Apne Jhothe Ansuo Ko Dikha Kar Ladki Ko Khoob Rulata Tha.
Na Samjh Uske Is Tamashe Ko Hi Pyar Samjh Baithi Thi.
Uske Siva Kisi Aur Ka Nahi Hogi Har Waqt Yahi Kahti Thi.
Magar Usko Pta Na Tha Ke Kismat Kya Mod Legi.
Jise Wo Jaan Kahti Hai Wo Kisi Aur Ke Liye Muh Mod Lega.
Akhir Ladke Ne Use Achanak Bhool Jane Ko Kah Diya.
Jab Wajah Puchhi To Bahana Majboorio Ka Bana Diya.

Kahne Laga Ghar Wale Meri Shadi Kahi Aur Kar Rahe Hai.
Mujhe Tumse Dur Jane Ko Majboor Kar Rahe Hai.
Ladki Bechari Tootne Lagi. Uska Rab Par Se Bhrosa Chhootne Laga.
Ab To Wo Akeli Hi Rah Gayi Thi. Ladkei Ke Liye Usne To Apno Ko Bhi Chhod Diya Tha.

Magar Kisi Ke Samjhane Pe Wo Ab Bhi Jee Rahi Hai.
Magar Andar Hi Andar Gum Ke Aansu Pee Rahi Hai.

Mohabbat Me Sabka Yahi Haal Hota Hai
Jitni Gahri Ho Mohabbat Dil Utna Rota Hai

Friday, 24 June 2016

New Love Shayari SMS, Quotes & Images

,
Zindagi To Bahut Kam Hai Mohabbat Ke Liye,
Rooth Kar Waqt Gawane Ki Zarurat Kiya Hai,
Rooth Jane Ki Ada Humko Bhi Aati Hai,
Kash Hota Koi Hume Bhi Manane Ke Liye…






Ek Roz Mere Dil Ki Duniya Me Aake Dekh,
Tanhaiyo Ke Dasht Me Dera Laga Ke Dekh,
Hum Ehl-E-Wafa Pyar Ko Ruswa Nahi Karte,
Ai Jaan-E-Wafa Hum Ko Zara Aazma Ke To Dekh




Mat Kar Pyar Mujhse Aaye Ajnabi
Sab Jante Hai Mai Zamane Me Badnam Hu
Tere Samne Zindagi Pari Hai Guzarne Ke Liye
Mai To Likh Ker Mittayi Huyi Ek Naam Hu




Wo Bewafai Bhi Nahi,Karte Wafa Bhi Nahi,
Dar Hai Hame Wo Dete Daga Bhi Nahi.
Mana Lete Unko Jo Hote Khafa Wo Hamse
Kaise Manaye Hum Unko Wo Humse Khafa Bhi Nahi

Thursday, 23 June 2016

Movie Dialogues In Hindi Images & Quotes

,
Mehsoos Hua Ki Saara Shehar Mujhse Jalne Laga,
Tab Samajh Aaya Ki Apna Bhi Naam Chalne Laga







Mai Tumhe Bhool jau Ye Ho Nahi Sakta,
Aur Tum Mujhe Bhool Jao Ye Mai Hone Nahi Dunga





Har Ishq ka Ek Waqt Hota Hai,
Wo Hamara Waqk Nahi Tha,
Par Iska Ye Matlab Nahi Ki Wo Ishq Nahi Tha,



Koi Nazar Bhi Uthaye Teri Taraf To?
Dil Dharak Jata Hai...
Na Jane Kyu Aisa Lagta Hai Ke Koi.
Chhin Kar Le Jayega Tujhe Mujh Se..








Koi Pyar Kare Tumse Kare,  Tum Jaisi Ho Waise Kare,
Tumhe Badal Kar Jo Pyar Kare
Wo Pyar Nahi Sauda Kare..Or Sahiba
Pyar Me Sauda Nahi Hota.




Very Sad Aansu Shayari With Images & Qoutes

,
Ehsaas Bohut Hoga Jab Chhod Ke Jayenge,
Royenge Bohut Magar Aansu Nahi Aayenge,
Jab Sath Na De Koi To Awaaz Hume Dena,
Aasman Per Bhi Honge To Laut Aayenge…!





Aansu Apne Aap Aa Jate Hai Ankho Me,
Par Hansi Lani Padti Hai ..
Mohabbat Bhi Kya Cheez Hai yaaro,
Jisse Karte Hai Usi Se Chupani Padti Hai






Teri Yaado Ke Sahare Duniya Me Reh Lete Hai,
Teri Juddai Ka Gam Chupchap Seh Lete Hai,
Samjhaya Dil ko Bahut Ye Baat Chupana Hai,
Par Aansu Banke Wo Sab Keh Dete Hai…!




Har Aag Bujh Jati Hai Barsat Me,
Magar Dil Ki Aag Na Bujh Saki,
Aansu Ka Paani Girta Raha,
Phir Bhi Ye Aag Jalti Rahi..!




 

Dard Bewafa Shayari Copyright © 2011 | Blog design by Dard Bewafa Shayari | Powered by Dard Bewafa Shayari