Showing posts with label Barish-Shayari. Show all posts
Showing posts with label Barish-Shayari. Show all posts

Tuesday, 2 August 2016

Barish Shayari SMS in Hindi

,
Ab Ke Sawan Me Paani Barsa Bahut,
Paani Ki Har Bund Me Wo Aaye Yaad Bahut.
Is Suhane Mausam Me Sath Nahi Tha Koi,
Baadlo Ke Sath In Aankho Se Paani Baha Bahut.






Aaj Fir Teri Yaad Aayi Barish Ko Dekh Kar
Dil Pe Jor Na Raha Apni Bebasi Ko Dekh Kar
Roye Is Qadar Teri Yaar Me…!
Ke Barish Bhi Thum Gai Meri Ashqo Ki Barish Dekh Kar





Mosam Hai Barish Ka Aur Yaad Tumhari Aati Hai,
Barish Ke Har Katre Se Awaz Tumhari Aati Hai.
Badal Jab Garajta Hai, Dil Ki Dharkan Bharhta Hai,
Aur. Dil Ki Har Ek Dharkan Se Awaz Tumhari Aati Hai,





Bhigi Mausam Ki Bhigi Suruat,
Bhigi Si Yaad Bhuli Huyi Baat
Wo Bhigi Si Aankhe Wo Bhiga Hua Sath,
Mubarak Ho Aapko Aaj Ki Khubsurat Barsat.

Tuesday, 21 June 2016

Barish Shayari Sms, Qoutes, & Wallpapers

,
Ek To Ye Raat, Us Par Ye Barsaat,
Ek Sath Nahi Tera, Us Par Dard Behisaab,
Kitni Ajeeb Si Baat Hai Mere Hi Bas Me Nahi Mere Halat







Royegi Ye Aankhe Muskurane Ke Bad,
Aayegi Rat Din Dhal Jane Ke Bad,
Tum Kabhi Na Ruthna Mujse Ae Mere Yaar,
Sayad Ye Zindagi Hi Na Ruth Jaaye,Tumare Ruth Jane Ke Bad !!











बिन बादल बरसात नहीं होती,
सूरज डूबे बिना रात नहीं होती,
अब कुछ ऐसे हालत हैं हमारे की,
आपको देखे बगैर दिन की शुरुआत नहीं होती.







ख्यालों में वही, सपनो में वही,
लेकिन उनकी यादों में हम थे ही नही,
हम जागते रहे दुनिया सोती रही,
एक बारिश ही थी, जो हमारे साथ रोती रही.

Monday, 19 October 2015

Romantic Baarish Shayari

,
Barsat Me Hum Pani Ban Ke Baras Jayege
Patjhar Me Hum Phol Ban Ke Jhar Jayege
Kya Hua Jo Aaj Aap Ko Tang Karte Hai
Ek Din Aap Ko Bin Bataye Hi Chale Jayege.




Kuch Nasha To Aapki Baat Ka Hai
Kuch Nasha To Dheemi Barsat Ka Hai
Hume Aap Yun Hi Sharabi Na Kahiye
Is Dil Pe Asar To Aap Se Mulakat Ka Hai






Sawan Ne Bhi Kisise Pyar Kiya Tha
Usne Use Baadal Ka Naam Diya Tha
Rote The Dono 1 Dusre Ki Judai Me
Aur Logone Use Barish Ka Naam Diya Tha










Jab Dil  Jalo Se Mulaqat Hui,
Jagmag Jagmag Raat Ho Gai,
Jala Dete Hum Sari Duniya Ko,
Achaa Hua Jo 'Barsaat' Ho Gai





Sunday, 26 July 2015

Baarish Shayari

,

Khyalo Me Wahi, Sapno Me Wahi,
Lekin Unki Yaadon Me Hum The Hi Hahi,
Hum Jaagte Rahe Duniya Soti Rahi,
Ek Baarish Hi Thi, Jo Humare Sath Roti Rahi.


Aye Barish Zara Tham Ke Baras,
Jab Mera Mehboob Aa Jaye To Jam Ke Baras,
Pehle Na Baras Ki Wo Aa Na Sake,

Jab Wo Aa Jaye To Itna Barash Ki, Wo Ja Na Sake





Aaj Barish Me Tumhare Sang Nahana Hai,
Sapna Ye Mera Kitna Suhana Hai,
Barish Ke Katre Jo Tere Hontho Pe Gire,
Un Katro Ko Apne Hontho Se Uthana Hai.






Baadalo Se Ke do,
Jara Soch Samjh kar Barse,
Agar Mujhe Unki Yaad aa Gayi,
To Mukabla Barabari Ka Hoga.!!


Barish Ka Ye Mousam Koch Yaad Dilata Hai
Kisi Ka Saath Hone Ka Ehsaas Dilata Hai
Fiza Bhi Sard Hai Yaade Bhi Taaza Hai
Ye Mousam Kisi Ka Pyaar, Yaad Dilata Hai





Wo To Baarish Ki ,Boonden Dekh Kar,
Khush Hote Hai, UsKo Kya Maloom ki,
Har Girne Wala QatraPaani Nahi Hota.!!
 

Dard Bewafa Shayari Copyright © 2011 | Blog design by Dard Bewafa Shayari | Powered by Dard Bewafa Shayari